Tum he ko yaad karna hai.!!!
mujhe har kaam say phle,
seher shaam say pehle.
Yehe ek kaam karna hai,
tmhara naam laina hai!!
Tum he ko yaad karna hai!!
K jab bhi dard laina hai,
k jab bhi zakham sehna hai,
ghum-e-duniya say ghabra kar,
mujjhe jab jaam laina hai,
tmhara naam laina hai,
tum he ko yaad karna hai,
tumhari yaad hai dil main,
eik sayad hai dil main,
koi barbaad hai dil main,
usay abaad karna hai,
tumhara naam laina hai!!
Tum he ko yaad karna hai.!!!
No comments:
Post a Comment